Tanha

%Ghazal% Waqat. Apni. Rawangi. Main. Dhalta. Raha... Main. Tanha. Tha, Tanha. Hi. Chalta. Raha... Kabhi. Hansta. Tha. Apne. Naseebon. Py Main... Kabhi. Andar. Hi. Andar. Main. Jalta. raha... Kahein. Shikway. Mille. Aur. kahein. Thokrian... Chotein. Aisi. Lagein. Ke. Sanbhalta. Raha... Us. Ko. Pany. Ki. Khatir. To. Sab. Kuch. Kiya... Wahi. SungDil. Tha. Rasty Badalta. Raha...


Next
Newer Post
Previous
This is the last post.

Post a Comment

 
Top
Blogger Wordpress Gadgets